Channa Vey – Bikhree Huyee Narm See Chandanee Song Lyrics

Made in 2004, Channa Vey is an Indian Pop album which mainly features Kunal Ganjawala along with Arnab Chakraborty, Sadhna Sargam, and others. Kanchan Das and Santokh Singh have performed well by providing state-of-the-art music to the album which is clearly evident in all the song tracks.

Album: Channa Vey

Song: Bikhree Huyee Narm See Chandanee


Lyrics

Bikhree huyee narm see chandanee, lehro key ghar jaa rahee roshanee – (2)
Lamha lamha lamha lamha, chhu rahee hai sard hawaye
Tanha tanha lag rahe hai apne saye yad aaye koyee
Bikhree huyee narm see chandanee………

Shabnam shabnam rat me, sapne hamare nam huye
Bhige sapne dekh key, chand sitare tham gaye
Abb sabhee key abb sabhee key, dil me ek hee betabee
Abb sabhee key dil me, ek hee betabee ek see bekhudee
Bikhree huyee narm see chandanee, lehro key ghar jaa rahee roshanee

Madhoshee hai mehakee huyee, khushbu yeh kiski aa rahee
Dil key mausam ko huyee, mithee mithee bechainee
Abb yakin hai -2 dhadkano ko tab yeh nishanee
Abb yakin hai dhadkano ko tab yeh nishanee
Bas tere pyar kee, bikhree huyee narm see chandanee
Lehro key ghar jaa rahee roshanee, lamha lamha lamha lamha
Chhu rahee hai sard hawaye, tanha tanha lag rahe hai apne saye
Yad aaye koyee, bikhree huyee narm see chandanee