Char Din – Hay Ram Kaise Bedardee Se Pala Pada Song Lyrics

Formed in 1949, Char Din is a classical Bollywood movie which features Randhir, Cuckoo, Shyam Kumar, Om Prakash, and Suraiya. Director M Sadiq has displayed some of the fine movie scenes in this offering. The music direction for this film is given by Shyam Sunder whose extraordinary work can be experienced in all the song tracks.

Album: Char Din

Song: Hay Ram Kaise Bedardee Se Pala Pada


Lyrics

Hay ram kaise bedardee se pala pada, pala pada
Hay ram kaise bedardee se pala pada
Binatee hee binatee me bit gayee aaj sham – (2)
Hay ram kaise bedardee se pala pada, pala pada
Hay ram kaise bedardee se pala pada

Jalim ne jivan key sapno ko chur kiya – (2)
Aa……..
Hamko hamaree hee najaro se dur kiya
Aankho hee aankho me dil ko majbur kiya – (2)
Bato me bato me rok diye sare kam

Hay ram kaise bedardee se pala pada pala pada
Hay ram kaise bedardee se pala pada

Bhedi koyee man kee nagaree ko lut gaya – (2)
Aa………
Daman mere dil kaa hatho se chhut gaya
Mujh par jo chhaya tha jadu woh tut gaya – (2)
Milate hee aankhe mai japane lagee ram nam

Hay ram kaise bedardee se pala pada pala pada
Hay ram kaise bedardee se pala pada