Charas (Old) – Mai Ek Sharif Ladkee Badnam Ho Gayee Song Lyrics

This movie was directed and produced by Mr Ramanand Sagar. The star cast includes Dharmendra and Hema Malini in lead roles along with Aruna Irani, Asrani, Ajit, Amjad Khan, Keshto Mukherjee, Tom Alter and Sujit Kumar in supporting roles. The music is composed by Laxmikant and Pyarelal. The song “Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye” is still remembered.

Album: Charas (Old)

Song: Mai Ek Sharif Ladkee Badnam Ho Gayee


Lyrics

Jhum key mai toh chaltee naa thee, pee key girtee sambhaltee naa thee
Mai toh ghar se (nikaltee naa thee – 3)
Bajar me ijjat meree nilam ho gayee -2, mai ek sharif ladkee badnam ho gayee
Bajar me ijjat meree nilam ho gayee, mai ek sharif ladkee badnam ho gayee
Bajar me ijjat meree

Ghum se kyun dil tera chur hain, jo hain yaha woh majbur hain
Ghum se kyu chur hai jo hai majbur hai, iss jagah kaa yeh dastur
Ghum se kyun dil tera chur hain, subah badal key rup yaha sham ho gayee
Mai ek sharif ladkee badnam ho gayee, bajar me ijjat meree nilam ho gayee
Mai ek sharif ladkee badnam ho gayee, bajar me ijjat meree……..

Aur thodee pila do mujhe kaun hu mai bhula do mujhe
Aur thodee pila do kaun hu mai bhula do
Nam kuchh dusra do mujhe, aur thodee pila do mujhe
(Ganga kee mauj shishe kaa jam ho gayee
Mai ek sharif ladkee badnam ho gayee) – (2)
Bajar me ijjat meree……..

Ganga kee mauj shishe kaa jam ho gayee – (3)
Mai ek sharif ladkee badnam ho gayee