Chashme Baddoor – Early Morning Song Lyrics

Early Morning is a fun song from David Dhawan’s Hindi film Chashme Baddoor starring Ali Zafar, Divyendu Sharma, Siddharth. This is the title track of Chashme Baddoor sung by Sonu Nigam and he sang it superbly, very expressive! There is one more version which is sung by multi-talented Ali Zafar.


Early morning…Hey Early morning
Khidki mein wo jab muskuraye
Charming gauri jo mukhda dihkaaye
Fisla fisla haathon se dil fisla jaayeChashme Baddoor hai
Bheje main fitoor hai
Pehla romance hai re
Koncham koncham chance hai
(Koncham is Telugu word which means Some/Little/Thoda)
Haaye Dil mera behaka sa jaaye, haaye!Uski aankon main toh saji hai Madhushala
Usne toh khol dali love ki pathshala
Laila bhi bole Majnu se tuition le le
Fail huey to saala ho jayega ra ta ta ta…Early morning…Ho darling darling kehta hoon toh sharmati hai
Aur kiss me kiss me bolu toh wo ittrati hai
Aur welcome welcome keh ke ghar le jati haiThodi wo maghroor hai
Phir bhi wo manzoor hai
Pehla romance hai
Kuncham kuncham chance hai
Haaye dil mera behaka sa jaaye haaye!Uski aankon main toh saji hai Madhushala
Usne toh khol dali love ki pathshala
Laila bhi bole Majnu se tuition le le
Fail huey to saala ho jayega ra ta ta ta…Yahoo Messenger bhi apne kaam na aaya
O BBM par bhi koi pegaam na aaya
Facebook par bhi dhoonada but aaram na aayaThoda attitude hai
Phir bhi kitni cute hai
Pehla romance hai
Kuncham kuncham chance hai
Haaye dil mera behka sa jaaye, haaye!Uski aankon main toh saji hai Madhushala
Usne toh khol dali love ki pathshala
Laila bhi bole Majnu se tuition le le
Fail huey to saala ho jayega ra ta ta ta…


Singer: Sonu Nigam, Ali Zafar

Lyricist: Jalees Sherwani

Music: Sajid-Wajid