Chhapaak – Khulne Do Song Lyrics

Singer : Arijit Singh
Music by : Shankar- Ehsaan-Loy
Male : Maili maili si subah dhulne lagi hai

Maili maili si subah dhulne lagi hai

Girah lagi thi saans mein khulne lagi hai

Khulne lagi hai…
Male : Barf ki dali thi koi ghulne lagi hai

Girah lagi thi saans mein khulne lagi hai

Khulne lagi hai…
Male : Khulne do… khulne do…

Aasmaan khulne do

Khulne do… khulne do…

Aasmaan khulne do
Male : Ujala ho to jayega kahin na kahin se

Andhera bhi chhatega hi kabhi to zameen se

Palkein toh nahi hai nazar uthne lagi hai

Girah lagi thi saans mein, khulne lagi hai

Khulne lagi hai…
Male : Khulne do… khulne do…

Aasmaan khulne do

Khulne do… khulne do…

Aasmaan khulne do