Chor Bazaari – Hai Koi Song Lyrics

Hai Koi Lyrics from Chor Bazaari: A romantic song sung by Gajendra Veram and composed by Vikram-Gajendra with lyrics penned by Aseem Ahmed Abbasee.


Hai koi kahin na kahin
Mere liye jo hai banaa
Badmash hai, naadaan hai
Meri jaan hai use kya pata
Mujhko meri tarah, dhoodhta sochta Hai koi kahin na kahin
Mere liye jo hai banaa
Gumsum rahe galti kare
Har kaam mein, jo har dafaa
Mujhko meri tarah, dhoondta sochta Chhann se jo aaye nazar
Ho jaaye phir kahin lapata
Us sey hai jo rishta koi
Par kya hai woh mere Khuda Ho… Pa Sa Ni Re
Sa Da Re Ma
Ga Pa Ma Ga Re Ma Ga Re Sa.. Thaam kar baahein chale
Kabhi aasmaan ke uss taraf
Itni hon khamosiyan
Ke sunle tu dil ki dhadak
Umr bhar ho yakeen
Paas ho bas tumhi
Aur kya ho aarzoo
Main kya kahun, aur kyu kahun
Mil gaya sab kuch mujhe
Jab ho tum mere roobaroo Ho… Chahata hoon main tujhe
kuch iss tarah se jaan-e-jaan
Ki hawaa bhi aa sakegi na humare darmiyaan
Saath honge hum iss tarah se
Jaise saath hote hain jism-o-jaan
Tu agar kahin saath na ho toh
Toh hogi yeh zindagi dhuaan Ho… (aa…)


Singer: Gajendra Verma

Lyricist: Aseem Ahmed Abbasee

Music: Vikram Singh, Gajendra Verma