Classically Mild – Chalki Chalki Song Lyrics

Chalki Chalki is based on “Mishr Sarang” – from Sonu Nigam’s Classically Mild. It is composed by Deepak Pandit and lyrics are penned by Ajay Jhingran.


(chhalaki chhalaki chaandani mein
Gaati hai diwaanagi) – 2 (beete jo baahon mein teri
Woh hi pal zindagi) – 2 (chhalki chhalki chaandani mein
Gaati hai diwaanagi) – 2 Tum khuli aaknho ka meri
Gungunaata khwaab ho Khaayisho ka aaasman ho
Nagamo ka sailaab ho Saamane darpan ke apane
Aise kyo betaab ho Tum hi meri hakikat
Tum hi meri bekhudi Beete jo bahon mein teri
Woh hi pal hai zindagi Samjho najaro ki juban
Ye pal milan ka raag hai Sabnami lamho ke dil mein
Thandi thandi aag hai Jaadui saanso mein jaana
Kaid mera bhaag hai Baksh do saanso se apani
Mujhko thodi zindagi Beete jo baaho mein teri
Woh hi pal zindagi Chhalki chhalki chaandani mein
Gaati hai diwaanagi – 2 Beete jo baaho mein teri
Woh hi pal zindagi – 2 Chhalki chhalki chaandani.. Mein


Singer: Sonu Nigam

Lyricist: Ajay Jhingran

Music: Deepak Pandit