Classically Mild – Dhanya Dhanya Song Lyrics

Dhanya Dhanya Lyrics from Classically Mild: The song is sung by Sonu Nigam, composed by Deepak Pandit with lyrics written by Ajay Jhingran.


Kaliya khadiya main kaliya ladiya main
Kaliya khadiya main kaliya ladiya main
Kadra na hoiya meriya..Dhanya dhanya naari jeevan
Auron ko hi tu arpanDhanya dhanya naari jeevan
Auron ko hi tu arpan
Apne liye tu soche na (x2)Maa hai kabhi tu..
O maa hai kabhi..
Maa hai kabhi tu beti
Premika hai kabhi patni behan si
Premika hai kabhi patni behan si
Jaane jag tujhe kyun pooje naDhanya dhanya naari jeevan
Auron ko hi tu arpan
Dhanya dhanya naari jeevan
Auron ko hi tu arpan
Apne liye tu soche naIss jeevan ke har mausam ka hai aakarshan tu
Ha sang se tere rang hain saare
Roop ka darpan tu
Chhalke toh saari duniya pe chhaye
Simte toh, keval mann mein samaaye
Jeevati devi khoye na
Dhanya dhanya naari jeevan
Auron ko hi tu arpan
Apne liye tu soche naJab tujhpe main geet likhun,
Lage shabd bahut kam hain.
Phir bhi jeevan ke udgam ki,
Palke kyun nam hain.Naye ghar jaaye vansh badhaye
Khushiya baante, pyar lutaaye
Khulke kabhi tu roye naa
Dhanya dhanya naari jeevan
Auron ko hi tu arpan
Apne liye tu soche naKaliya khadiya main kaliya ladiya main
Kaliya khadiya main kaliya ladiya main
Kadra na hoiya meriya..Maa hai kabhi tu..
Maa hai kabhi tu..
Maa hai kabhi tu beti
Premika hai kabhi patni behan si
Premika hai kabhi patni behan si
Jaane jag tujhe kyun pooje naDhanya dhanya naari jeevan
Auron ko hi tu arpan
Apne liye tu soche na…


Singer: Sonu Nigam

Lyricist: Ajay Jhingran

Music: Deepak Pandit