Classically Mild – Lamha Lamha Song Lyrics

Lamha Lamha Lyrics from Classically Mild: The song is sung by Sonu Nigam, composed by Deepak Pandit with lyrics written by Ajay Jhingran.


Lamha lamha Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhi [x2]Aao yun, hum jhoome gaayein
Jeevan ko, jeena sikhlayein
Dil se dil, ke taar milayen
Khushiyon ki, khushboo chhalkayein
Hum sabhiAnjaano ko meet banaye
Roothe hai jo unhein manaye
Dil ko rishton se nahlaye
Hum abhiMuskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagiHaaai
Yaaron jashn hai zindagi x2Lamha lamha Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhiAao ye pal yun mehkayein
Do naino ko geet sunayein
Dhadkan ke ghungurroo Chankayein
Paklon ki Saragam dohrayein
Hum abhiMeethi yaadein na dhundhlayein
Chanchal badal ban ke chhaaye
Chahat ka chandan barsaye
Har ghadiMuskuraye gungunaye Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagiHaaayeee
Yaaron jashn hai zindagi
haan
Yaaron jashn hai zindagiLamha lamha Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhiAao yeh pal yun mehkaye
Bachcho mein bachche ban jaye
Man se jhoot ki gard hataye
Thoda paise ko lalchaye
Hum sabhiLehron ka aanchal dhalkaye
Sagar ka maatha sehlaaye
Sapno ka aakash chhudaye
Hum kabhiMuskuraye gungunaye Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagiHaaayeee
Yaaron jashn hai zindagi
Haaayeee
Yaaron jashn hai zindagiLamha lamha
Main jeevan hoon
Khul ke jee le
Jee le mujhko abhi


Singer: Sonu Nigam

Lyricist: Ajay Jhingran

Music: Deepak Pandit