Classically Mild – Sochta Hoon Main Song Lyrics

Sochta Hoon Main Lyrics from Classically Mild: The song is sung by Sonu Nigam, composed by Deepak Pandit with lyrics written by Ajay Jhingran.


Sochta hoon main khel ye kya hai
Anjaana sa khel ye kya hai
Khel ye kya hai
Khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Insaan jee ke
Insaan jee ke paata kya hai
Sadiyon se ye raaz chhupa hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya haiHansna rona gaana kya hai
Uthna girna paana kya hai
Hansna rona gaana kya hai
Uthna girna paana kya hai
Bandon ko manwaana kya haiā€¦
Bandon ko manwaana kya hai
Jeena sach hai
Jeena sach hai, ya ek sapna
Sadiyon se ye raaz chhupa haiSochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya haiYe din-raat ka phera kyun hai
Dharti rain-basera kyun hai
Ho.. ye din raat ka phera kyun hai
Dharti rain-basera kyun hai
Tan pe umr ka ghera kyu haiā€¦
Tan pe umr ka ghera kyu hai
Pal pal badhti
Pal pal badhti umr ghate kyun
Sadiyon se ye raaz chhupa hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya haiPreet ka tana bana kya hai
Rishton mein uljhaana kya hai
Ho.. preet ka tana bana kya hai
Rishton mein uljhaana kya hai
Khud ko hi tadpana kya haiā€¦
Khud ko hi tadpana kya hai
Aankh mein aansoo
Aankh mein aansoo kyu aate hain
Sadiyon se ye raaz chhupa haiSochta hoon main khel kya hai
Anjaana sa ye khel ye kya hai
Khel ye kya hai
Khel ye kya hai, Ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Insaan jee ke
Insaan jee ke paata kya hai
Sadiyon se ye raaz chhupa hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Khel ye kya haiā€¦


Singer: Sonu Nigam

Lyricist: Ajay Jhingran

Music: Deepak Pandit