Coke Studio – Ko Ko Korina Song Lyrics

Ko Ko Korina Lyrics – Coke Studio 11: An upbeat duet song, sung by Ahad Raza Mir and Momina Mustehsan. The song is originally composed by Sohail Rana and written by Masroor Anwar. The Coke Studio version has music produced by Zohaib Kazi and Ali Hamza.


Mere khayalon pe chayi hai
Ek soorat matwaali si
Nazuk si sharmili si
Masoom si bholi bhali si
Rehti hai woh door kahin
 Ataa pata maloom nahin (x2)That beautiful face is on my mind
She’s sensitive, shy, innocent and carefree
 She lives far away somewhere, I’m not sure whereKo Ko Korina Ko Ko Korina
 Ko Ko Korina Ko Ko KorinaJheel si gehri aankhein kiski
Phool sa kiska chehra
Kali zulfein nagin bankay
 Deti hain kispay pehra (x2)Whose eyes are as deep as a lake
And whose face is like a blossom
 Whose serpentine black hair coils around, protecting herTum poochoge mujh se
Duniya bhar mein
 Koun hai aisa haseenIf you ask me
In the whole world
 Who is as beautiful as herTere khayalon main chayi hai
 Ek soorat matwali siThat beautiful face is on your mindHo sakta hai kal khud mujhko
Waqt wahan le jaye
Main ghabraoun dekh ke usko
 Woh mujh se sharmaye (x2)Perhaps time itself will take me there someday
 I’ll be nervous looking at her and she’ll shy away from meMain keh doonga dilbar
Maine shayad
 Dekha hai tum ko kahinI’ll say ‘My love…
I think I…
 Have seen you somewhereMere khayalon pe chayi hai
Ek soorat matwaali si
Nazuk si sharmili si
Masoom si bholi bhali si
Rehti hai woh door kahin
 Ataa pata maloom nahin (x2)That beautiful face is on my mind
She’s sensitive, shy, innocent and carefree
 She lives far away somewhere, I’m not sure whereKo Ko Korina Ko Ko Korina
Ko Ko Korina Ko Ko Korina
Ko Ko Korina Ko Ko Korina
Ko Ko Korina Ko Ko Korina
Ko Ko Korina Ko Ko Korina
 Ko Ko Korina Ko Ko Korina


Singer: Ahad Raza Mir, Momina Mustehsan

Lyricist: Masroor Anwar

Music: Zohaib Kazi, Ali Hamza