Coke Studio – Mujh Se Pehli Si Muhabbat Song Lyrics

Mujh Se Pehli Si Muhabbat Lyrics with Translation from Coke Studio Season 10: A tribute to Malika-e-Tarranum Noor Jehan by Humera Channa & Nabeel Shaukat. The artists performed Faiz’s one of the most popular poetry “Mujhe Pehli Si Muhabbat”. It has music directed by Mekaal Hasan which was originally composed by Rashid Attre.


Mujh se pehli si muhabbat
 Mere mehboob na maang (x4)Beloved, don’t ask me to
Love you as I loved you beforeMaine samjha tha ke tu hai to darakhshaan hai hayaat
 Tera gham hai to gham-e dahr ka jhagda kya haiI had assumed that as long as I have you, life is radiant
What anguish in the world could possibly rival the anguish of being without youTeri soorat se hai ‘aalam mein bahaaron ko sabaat
Teri aankhon ke siva duniya mein rakkha kya hai
Teri aankhon ke siva duniya mein rakkha kya hai
Tu jo mil jaaye to taqdeer nigoon ho jaaye
 Yoon na tha main ne faqat chaaha tha yoon ho jaayeYour face is what lends permanence to springtime in this world
What is there in the world except for the beauty of your eyes
What is there in the world except for the beauty of your eyes
If I gain you, destiny would bow down before me
It wasn’t so, I had merely wanted it to be soHaan.. Mujh se pehli si muhabbat mere mehboob na maang
 Mujh se pehli si muhabbat mere mehboob na maangBeloved, don’t ask me to love you as I loved you before
Beloved, don’t ask me to love you as I loved you beforeAn-ginat sadiyon ke taareek baheemaanah talism
An-ginat sadiyon ke taareek baheemaanah talism
Resham-o atlas-o kam-khaab mein bunwaae hue
Ja-ba-ja bikte hue koocha-o baazaar mein jism
 Khaak mein lithde hue khoon mein nahlaaye hueThe dark and savage enchantment of countless centuries
The dark and savage enchantment of countless centuries
Woven into silk and satin and brocade
Bodies everywhere being sold in lanes and marketplaces
Caked with dirt and bathed in bloodLauṭ jaati hai idhar ko bhi nazar kya keeje
Ab bhi dil-kash hai tera husn magar kya keeje
Ab bhi dil-kash hai tera husn magar kya keeje
Aur bhi dukh hain zamaane mein muhabbat ke siva
 Raahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke sivaMy gaze returns here as well, what can I do?
Your beauty is still enchanting, but what can I do?
Your beauty is still enchanting, but what can I do?
There are many other sorrows in this world besides the sorrow of love
There are many other delights besides the delight of unionMujh se pehli si muhabbat
 Mere mehboob na maang (x5)Beloved, don’t ask me to Love you as I loved you beforeTranslation by Zahra Sabri


Singer: Humera Channa, Nabeel Shaukat

Lyricist: Faiz Ahmed Faiz

Music: Language
Hindi