Coke Studio – Roye Roye Song Lyrics

Roye Roye Lyrics – Coke Studio 11: The beautiful sad song is sung, composed and written by Sahir Ali Bagga featuring Momina Mustehsan on female vocals. The song is produced by Zohaib Kazi and Ali Hamza for Coke Studio (Pakistan) Season 11.


Sun O’ dila ve
Kaisa dard mila ve
O mere Khudaya
Kyun dard banaya
Aise chhodna
Dil todna
Yeh koi mazaq to nahinRoye roye, naina mere
Roye roye, naina mereRoye roye, naina mere
Roye roye, naina mereKoi majboori
Leke aayi hai doori
De ke dil ne duhaai
Faryaad sunaai
Maine paai hai
Yeh judaai hai
Yeh koi mazaaq to nahin…Roye roye, naina mere
Roye roye, naina mereRoye roye, naina mere
Roye roye, naina mereApna tumhe kiya magar
Apne naa tum huve
Kyun seene se lagaaya tha
Kyun ajnabi huveAinj naeen harde
Jehde pyaar karde
Aise chhoda
Dil todna
Yeh koi mazaq to naheenRoye roye, naina mere
Roye roye, naina mereRoye roye, naina mere
Roye roye, naina mereThi mohabbat jo teri
Wohi qismat mein naa thi
Toh judaa hona hi toh zaroori tha
Bewafa hona bhi toh zaroori thaO.. Rabba tere hi haath mein
Thhe woh saare hi raaste
Kya mera haath chhodna zaroori tha?
Kya mere dil ko todna zaroori tha?Qismat ki meherbaaniyan
Shiqwa kisi se kya
Sehni padi hain dooriyan
Karte bhi hum to kya?Ainj naeen harde
Jehde pyaar kardeMaine paai hai
Yeh judai hai
Yeh koi mazaaq to nahinRoye roye, naina mere
Roye roye, naina mereRoye roye, naina mere
Roye roye, naina mere…
Naina ve…
Naina ve…


Singer: Sahir Ali Bagga, Momina Mustehsan

Lyricist: Sahir Ali Bagga, Shakil Sohail

Music: Zohaib Kazi, Ali Hamza