Creature 3D – Sawan Aaya Hai Song Lyrics

Music By : Tony Kakkar
Singers : Arijit Singh
Male : Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai

Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai

Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Male : Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai

Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai

Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
Male : Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai

Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Male : Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na

Kyun har subah tu meri sanson me samaye na

Aaja na tu mere paas, dunga itna pyar main

Kitni raat guzaari hai, tere intezar mein
Male : Kaise bataaun jazbaat ye mere

Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai

Sab kuch chhod ke aana tu, sawan aaya hai

Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Male : Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai

Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai

Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
Male : Bheege bheege tere lab,

mujhko kuch kehte hain

Dil hai khush mera ki khayal ek jaise hain

Roko na ab khudko yun sun lo dil ki baat ko

Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko

Kitna haseen ye lamha hai

Kismat se maine churaaya hai
Male : Aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai

Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Male : Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai

Pyar main tere hadd se guzar jaana hai

Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai