D-Day – Dhuaan Song Lyrics

Dhuaan Lyrics from D-Day: Dhuaan is tribute to those heroes who went unsung. The song is sung by Indian Ocean’s Rahul Ram, Shankar’s son Siddharth & Loy’s daughter Alyssa while Lyrics are penned by Niranjan Iyengar.


Na raha kahin
Yaadon ka karvaan
Bik chuka yunhi
Hone ka har nishaan Kyun bhooli inhe zameen
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahaan Rang khwabon ke jinke khoon se range
Raste naye, junoon se bane
Kyun bhooli inhe zameen
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahaan Sitare bhi jinko na de sake panaah
Kahaani ye unki jinhe bhoole do jahaan
Humne kar diya jinhe dhuaan Maangna nahin bas dena hai jinki zubaan
Loot kar jinhe humne baandha hai ye samaa
Jo bhooli inhein zameen
Jo bhoola ye aasmaan
Na kehlayenge hum insaan Sitare bhi jinko na de sake panaah
Kahani ye unki jinhein bhoole do jahaan
Humne kar diya jinhein dhuaan (x2) Kyun humne kar diya unhein dhuaan
Kyun humne kar diya…


Singer: Rahul Ram, Siddharth Mahadevan, Alyssa Mendonsa

Lyricist: Niranjan Iyengar

Music: Shankar-Ehsaan-Loy, Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa