Daasi – Ho Rasiya Ho Kabhee Ley Chal Too Song Lyrics

It is very touching to the heart when a wife is made to act dumb and become a maid to serve her blind and alcoholic husband. This is the story in a movie released in 1981 with the title Daasi. Sanjeev Kumar, Moushumi Chatterjee, and Rakesh Roshan are the leading actors. The film is directed by Raj Khosla.

Album: Daasi

Song: Ho Rasiya Ho Kabhee Ley Chal Too


Lyrics

Ho rasiya ho kabhee ley chal too jamuna key par rey

Ho duniya key dar se, dilo kee rahee dil me
Ho dilo kee rahee dil me, too bhee mushkil me hai
Mai bhee mushkil me, ho rasiya ho rasiya ho
Bitee jaye umariya hamar rey, ho rasiya ho

Aao mere sainya mai jau maree, o mai jau maree
Jamuna par chalo baje bansuree, baje bansuree
Mohe maro naa biraha kee mar rey, ho rasiya ho

Ho khet rahenge javanee rahe naa, ho javanee rahe naa
Ho khet rahenge javanee rahe naa, javanee rahe naa
Aao bhee sainyan koyee yeh kahe naa, ho rasiya ho rasiya ho
Tune jani naa lagee sitar rey, ho rasiya ho