Daawat-e-Ishq – Shayrana Song Lyrics

Dawat e ishq is a comedy drama film directed by Habib Faisal. It features Parineeti Chopra and Aditya Roy Kapoor in lead roles. The composers Sajid – Wajid brought lot of variations in the soundtrack, starting with a pure qawwali touch of 1960s in its title track, followed by melodious ballad – “Mannat” sung by Sonu Nigam and many more.

Album: Daawat-e-Ishq

Song: Shayrana


Lyrics

Jheeni hai bheeni hai khushboo teri hai main mehak rahi hoon – 2
Khatti hai meethi hai boliyan teri hain
Main chehak rahi hoon
Tu chahat purani shararat nayi hai
Yaqeen toh dila de tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi
Hui hui main toh hui shayrana hui – 2
Gungunane lagi aashiqana hui
Hui hui main toh hui shayrana hui
Shayarana huyi

Main shayrana shayrana shayrana hui
Chaand chhal ke chal diya hai
Din mein hi nikal liya hai
Khwaab tod laya hai mere liye naye
Aage peechhe baahein kheenche
Ud rahi hain yeh hawaayein
Raahein dhoondh laayi hain mere liye nayi
Shayarana shayarana ho gayi main shayarana
Shayarana shayarana sha ra ra ra shayarana

Tu hasrat puraani tu aadat nayi hai
Yaqeen to dila de tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi
Hui hui main to hui shayarana hui – 2
Gungunaane lagi aashiqana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Shayarana hui
Pa para ra para ra ra
Pa pa pa para aa ee pa ra ra ra
Kahein jo sakhiyan sune jo takiyaan tu hai woh kahaani – 2

Daudi jo nas mein rahe na bas mein tu hai woh ravaani
Main jis pe fidaa hoon adaa ban gaya tu
Jo sach ho gayi woh duaa ban gaya tu
Ki haaye zubaan bhi phisalne lage
Hui hui main to hui shayrana hui – 2
Shayarana o o shayarana o
O shayarana shayarana shayarana
Shayarana na na na na shana na na na na
Shayrana hui yeah yeah
Shayrana hui – 2