Dada – Dil Ke Tukde Tukde Kar Ke Song Lyrics

Dada is a 1979 Hindi story of a person who is hated by the society due to his background. The same person then becomes a saviour for a family chased by thugs in order to destroy the evidence of a murder. Amjad Khan has given his best performance in a positive role.

Album: Dada

Song: Dil Ke Tukde Tukde Kar Ke


Lyrics

Dil ke tukde tukde kar ke, muskurake chal diye
Jate jate ye to bata ja, ham jiyenge kis ke liye

Chand bhi hoga, tare bhi honge
Ful chaman me pyare bhi honge

Lekin humara dil naa lagega
Bhigegee jab jab rat suhanee
Aag lagayegee rut masatanee

Toohee bata koyee kaise jiyega
Dil key maron ko dil key malik
Thhokar lagakar chal diye

Ruthhe rahenge aap jo ham se
Mar jayenge ham bhee kasam se
Soon ley hath chhudane se pehle, jan humaree
Nam peh tere jayegee yek din dilabar mere

Soch samajh ley jane se pehle, yoo agar tum dil key
Tamanna ko mitakar chal diye