Dalaal – Thehre Huye Panee Me Kankar Song Lyrics

Dalaal is a 1993 Bollywood movie showing how an illiterate, and simpleton guy from a village is coaxed to work as a pimp without his knowledge. He believes that the escort duty is to bring young women and their brothers together. When he falls in love with the girl he is escorting, then he comes to know the true nature of his job.

Album: Dalaal

Song: Thehre Huye Panee Me Kankar


Lyrics

(Thehre huye panee me kankar naa mar sanwre
Mann me hulchul see mach jayegee banwre) – (2)
Thehre huye panee me kankar naa mar

Tere liye hu mai anjanee, mere liye hai too begana
Begane ne anjani kaa, dard bhala kaisa pehchana
Jo iss duniya ne naa jana
Thehre huye panee me kankar naa mar sanwre
Mann me hulchul see mach jayegee banwre
Thehre huye panee me

Sab phulo key hai divane, kato se dil kaun lagaye
Bhole rahee mai hu kata, kyon apna daman uljhaye
Rab tujhko kato se bachaye
Thehre huye panee me kankar naa mar sanwre
Mann me hulchul see mach jayegee banwre
Thehre huye panee me

Tumhee batao kaise basegee, dil key armanon kee bastee
Khwab adhure reh jayenge, mit jayegee inkee hastee
Chaltee nahee hai ret peh kashtee
(Thehre huye panee me kankar naa mar sanwre
Mann me hulchul see mach jayegee banwre) – (2)
Thehre huye panee me