Darbaar – Lut Liya Kisee Garib Kaa Ghar Song Lyrics

Album: Darbaar

Song: Lut Liya Kisee Garib Kaa Ghar


Lyrics

Lut liya, lut liya…….

Kisee garib kaa ghar badshah ne lut liya
Karu mai kis se gila, jab khuda ne lut liya
Kisee garib kaa ghar…….

Lahu se dil key jalaya tha jo chirag hamne
Isee chirag ko jalim hawa ne lut liya
Kisee garib kaa ghar…….

Duhai hai insaf kee duhayee hai
Kee ek fakir ko aalampana ne lut liya
Karu mai kis se gila jab khuda ne lut liya