Dard (1947) – Aaj Machee Hai Dhum Song Lyrics

Dard is a musical blockbuster of 1947 directed by Abdul Rashid Kardar, and stars Shyam Kumar, Nusrat, Munawar Sultana, and Pratima Devi in main roles. Many people do not know that the popular song in the movie “Afsana Likh Rahi Hoon” is sung by Tun Tun, whose real name is Uma Devi.

Album: Dard (1947)

Song: Aaj Machee Hai Dhum


Lyrics

Aaj machee hai dhum, jhum kushee me jhum – (2)
Shauk bhara dil nache gaye, too kyon ho maharum
Jhum kushee me jhum

Dil ne kiya hai dil ko ishara, chalenge dono sang – (2)
Koyee naa samajhe koyee naa jane – (2)
Iss duniya kaa rang – (2)
Dil kaa fasana ya mai janu, ya unako malum
Jhum kushee me jhum

Aankho ne ik raj bataya, dil ne kahee ik bat – (2)
Jagamag jagamag rahe jahan me, ((kash yahee din rat -2)
Soi huyee ummeede jagee, dil kaa daman chum
Jhum kushee me jhum