Darna Zaroori Hai – Boo – Jeena Hain Toh Darna Hain Zaroori Song Lyrics

Darna Zaroori Hai is another Anthology film directed by Ram Gopal Varma, supposedly the sequel to Darna Maana Hai. A copy of the film was deposited by the New York Institute of Technology in its repertoire to include in the film course. The film begins with six children getting lost in the middle of forest and finding shelter in a haunted house. There, they meet an old lady who tells them six different ghost stories.

Album: Darna Zaroori Hai

Song: Boo – Jeena Hain Toh Darna Hain Zaroori


Lyrics

Jeena hain toh darna hain zaroori
Marna hain toh jeena hain zaroori
Jeena hain toh darna hain zaroori
Marna hain toh jeena hain zaroori
Darr darr ke jo nahi kiya
Marr marr ke bhi nahi mara
Darr darr ke jo nahi kiya
Marr marr ke bhi nahi mara
Sabke hosh udaayega jaane kya kar jaayega – 2
Dabe paanv chupke se aaya aaya aaya
Bhoo

Jisko bhi jeena hain woh marne ko tayyar ho jaaye
Jo kuchh bhi kal hona hain woh aaj ho jaaye
Haa chehre pe chehra lekar aata hain woh zaalim
Kitne bhi uddgaayenge bolo ham na honge kam
Kitne rang badal ke aaya aaya aaya aaya
Bhoo
Bhoo

Tu na akela chaaye kaali raat matt jana
Tab jaane kaun aaye sabse hai tu anjana
Shaitaanon ke jaal mein fass jaayega ek baar
Dam hain tere haathon mein ho jaayega paar
Haule se aake gurraya raya raya raya
Bhoo
Bhoo

Jeena hain toh darna hain zaroori
Marna hain toh jeena hain zaroori
Darr darr ke jo nahi kiya
Marr marr ke bhi nahi mara
Darr darr ke jo nahi kiya
Marr marr ke bhi nahi mara
Sabke hosh udaayega jaane kya kar jaayega – 2
Dabe paanv chupke se aaya aaya aaya
Bhoo