Dastak (1996) – Jadu Bharee Aankho Walee Suno Song Lyrics

Dastak is a psychological thriller movie released in 1996. It is directed by Mahesh Bhatt in which Sushmita Sen has made her debut in Bollywood. It is a story of a genius who has become mentally unstable due to certain episodes happened with him during his childhood. He is having a one-sided love on Miss Universe and is so obsessed with her that he starts killing anyone who is near to her.

Album: Dastak (1996)

Song: Jadu Bharee Aankho Walee Suno


Lyrics

Mujhko jab aise dekhtee ho tum, rang bhar jate hai fijao me
Kasmasatee hai aarju dil me, git ghul jate hai hawao me
(Jadu bharee aankho walee suno – 2
Tum aise mujhe dekha naa karo – 2) – (2)

Phir mai koyee ummid karum phir mujhe koyee arman ho – (2)
Tum shayad meree ban jao, phir dil ko aisa guman ho
Par aisa naa hota achha hai, inn bato me kya rakha hai
Mujhko aisee ummid naa do
Jadu bharee aankho walee suno – (2)
Tum aise mujhe dekha naa karo – (2)

Phir dhadkan me tum bas jao, phir koyee ghazal mai gau – (2)
Phir chand me tumko mai dekhu, phulo me tumko pau
Par aisa naa hota achha hai, iska anjam jo hota hai
Woh dard hee deta hai dil ko
Jadu bharee aankho walee suno – (2)
Tum aise mujhe dekha naa karo – (2)