Dastan – Dil Ko Haye Dil Song Lyrics

Dastan is drama movie released in 1950 starring Raj Kapoor, Suraiya, Veena, Suresh, and Al Nasir in main roles. It is directed by Abdul Rashid Kardar and written by S. N. Banerjee. The plot is about an orphan girl brought up by a family. Two brothers of the same family like the girl and think of marrying her. However, their sister objects to this and decides to get the girl marry to an outsider.

Album: Dastan

Song: Dil Ko Haye Dil


Lyrics

Dil ko haye dil ko
Dil ko teri tasvirse
Bahlaye huye hai – 2
Dil ko haye dil ko

Is ghar me ham ek chand ko
Chamkaye huye hai
Dil ko haye dil ko

Ab kyon si daulat hai jo – 2
Takdirse mange
Ulfat hi badi chij thi – 2
Jo paye huye hai
Dil ko haye dil ko
Dil ko teri tasvirse
Bahlaye huye hai – 2
Dil ko haye dil ko

Jab tu hai khayalo me – 2
To duniyase hame kya – 2
Duniya ko teri yaad me – 2
Thukraye huye hai
Dil ko haye dil ko
Dil ko teri tasvirse
Bahlaye huye hai – 2
Dil ko haye dil ko

Mitkar bhi na daman tera – 2
Hathose chhutega – 2
Ham teri mohabbat ki – 2
Kasam khaye huye hai
Dil ko haye dil ko
Dil ko teri tasvirse
Bahlaye huye hai – 2
Dil ko haye dil ko