Deedar (1970) – Kasam Hai Tujhe Mehfil Kee Song Lyrics

Deedar is a 1970 Hindi movie directed by Jugal Kishore and featuring Dheeraj Kumar, Premendra, and Anjana Chowdhury in main roles. Two brothers fall in for the same girl. The girl, however, likes the younger one. This enrages the older to such an extent that he almost beat the younger to death. When the police come for investigation, the younger refuse to divulge the name of the person. This brings changes in the elder brother and he leaves away in search of his life.

Album: Deedar (1970)

Song: Kasam Hai Tujhe Mehfil Kee


Lyrics

Kasam hai tujhe mehfil kee
Mai nachu too pee, mai nachu too hik
Bilee bilee bappa ba bappa – (6)

Pine se pilane se paimane se maikhane se
Begane se jamane se too bach bacha – (2)

He javanee me kabhee kis kis kis he he ho ho he he
Javanee me kabhee kisee se aankh naa lada
Aankh lad jaye toh bhee dil naa mila
Dil mil jaye bhee toh shor naa macha
Mithe mithe wado peh too sabko nacha
Kyon, kyon kya
Yaha dil bhee bura hai dildar bhee bura
Ikrar bhee bura hai inkar bhee bura – (2)
Pine se, pilane se, paimane se, maikhane se
Begane se jamane se too bach bacha – (2)
Bilee bilee bappa ba bappa – (6)

Are dil de koyee toh -3 he he ho ho he…..
Are dil de koyee toh dil tod do beshak
Aankh jo milaye aankhe phod do beshak hu hu
Phul naa khile toh tahanee mod do beshak
Buree duniya hai ise chhod do beshak
Kisliye, kisliye kya
Nek nam bhee bura badnam bhee bura
Aagaj bhee bura hai anjam bhee bura – (2)
Pine se, pilane se………