Deedar-E-Yaar (1982) – Sarkati Jaaye Hai Song Lyrics

Deedar-E-Yaar is a 1982 love-triangle film directed by Haman Singh Rawail. Though Shobha Kapoor’s name is the producer of the film, Jeetendra invested his major parts of years of earnings in it. However, it did not go well with the audience and the film bombed at the box office leaving Jeetendra in a huge debt.

Album: Deedar-E-Yaar (1982)

Song: Sarkati Jaaye Hai


Lyrics

Hmm hmm hmm ho ho ho
Sarkati jaaye hai -2 rukh se naqaab aahista aahista – (2)
Nikalata aa raha hai aaftaab, ho o o nikalata aa raha hai aaftaab
Aahista aahista sarkati jaaye hai rukh se naqaab
Aa aa aa aa aa………….

Jawaan hone lage jab woh toh hamse kar liya parda – (2)
Haya yak?? aayi aur shabaab aahista aahista
Sarkati jaaye hai rukh se naqaab

Shab-e-furkat ka jaaga hoon -2 farishton abb toh sone do
Shab-e-furkat ka jaaga hoon farishton abb toh sone do
Kabhi fursat mein kar lena hisaab aahista aahista
Sarkati jaaye hai rukh se naqaab

Sawaal-e-wasl par unako -2 ?? ka khauf hai itana
Dabe honto se dete hai jawaab aahista aahista
Sarkati jaaye hai rukh se naqaab

Woh bedardi se sar kaante mera aur main kahu unase – (2)
Hujur aahista aahista janaab aahista aahista
Sarkati jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista
Nikalata aa raha hai aaftaab aahista aahista
Sarkati jaaye hai rukh se naqaab