Deewana Main Deewana – Deewana Main Deewana Song Lyrics

Deewana Main Deewana is a Govinda and Priyanka Chopra starrer film that was released on 1 February 2013 after a delay of almost 10 years. It is directed by K. C. Bokadia and is inspired from Priyamudan, a Tamil film. Govind is in his best, and some of his dancing moves in the film are stupendous. Priyanka is looking move lively, fresh and young as she was 20 during the making of the movie. Overall, the film has romance, dance, music, thrill, and comedy.

Album: Deewana Main Deewana

Song: Deewana Main Deewana


Lyrics

Deewane rukte nahi aaye kitne mod
Kya achcha hai kya bura
Maine rab pe diya hai chhod
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana deewana
Deewana main deewana main yaar tera deewana – 2
Ishq ka nagma gaate gaate khud se hua begana
Deewana main deewana main yaar tera deewana – 2

Deewani main deewani main yaar teri deewani
O..deewani main deewani main yaar teri deewani
Deewani main deewani main yaar teri deewani
Sanam sanam main rat-te rat te khud se hui begani
Deewana

Deewani main deewani main yaar teri deewani – 2
Deewana deewana
Dil mein yaar ka naam likha nai kitaab banaai
Piyoon na paani darat hoon kahin naam nahi mit jaaye
Tu hi aashiqui hai tu hi bandigi hai
Tu hi zindagi hai mere yaara
Tere aa padu ke kalma padhu
Ke sajda karoon main dildaara
Rab hi ishq, ishq hi rab hai
Ishq fakeer malanga
Rab hi ishq, ishq hi rab hai
Ishq fakeer malanga
Ishq ka jab jalta chiraag
Aashiq ban jaaye patanga

Deewana main deewana main yaar tera deewana
Deewana
Deewana main deewana main yaar tera deewana – 3

Katre mein woh dariya hai jo aalam ko dubo de
Zarre mein woh sehra hai jo deewana bana de
Aankhon ki teri ek hi chingaari bahut hai – 2
Tu dekh le jisko use deewana bana de
Aashiq se bane, aashiq se sune
Farmaan woh rab ka hota hai
Humdam ke liye jaan jaaye agar
To ishq ka sadka hota hai

Deewani main deewani main yaar teri deewani – 2
Sanam sanam main rat-te rat-te
Khud se hui begani

(Deewana main deewana main yaar tera deewana
Deewana) – 3

Ho deewana main deewana main yaar tera deewana
Deewana – 3