Desi Kattey – Albeliya Song Lyrics

Music By : Kailash Kher
Singers : Shreya Ghoshal
Female : Koi parda, koi aulat

Meri hi aankhon mein

Maare maare hai tana

Maare maare hai tana
Female : Jab jhijhki jab kaanpe hothon ki jodi

To maine haan maine jaana

Maine maine aa jaana
Female : Main to aazadi mein bhi qaid ho gayi

Mere albeliya tu kheliya

Main to aazadi mein bhi qaid ho gayi

Mere albeliya tu kheliya

Albeliya ve tu kheliya

Badla hai sheesha ya main ho gayi nai

Mere albeliya tu kheliya

Albeliya ve tu kheliya
Female : Main jo dunia ka chehra niharoon

Unko hi paaoon

Par woh jab bhi meri oar dekhein

Chehra chhupaaun haan

Khwaabon mein har mere khuda

Rang bhar rahe hain

Unka junoon aur meri jaan ek kar rahe hain

Haaye lutne mein kitna maza hai

Kaise bataaun?
Female : Dekhoon khud ko to jaise aur hai koi

Mere albeliya tu kheliya

Dekhoon khud ko to jaise aur hai koi

Mere albeliya tu kheliya

Albeliya ve tu kheliya

Jhooti main jhooti thehri tu sahi, sahi

Mere albeliya tu kheliya

Albeliya ve tu kheliya
Female : Albeliya aa

Albeliya aa

Tu kheliya

Albeliya tu kheliya

Tu kheliya..