Dil To Baccha Hai Ji – Tere Bin Main Dekhoon Na Subah Song Lyrics

Tere Bin Main Dekhoon Na Subah Lyrics from Dil To Baccha Hai Ji: The song is sung by Sonu Nigam, composed by Pritam with lyrics written by Kumaar and it features Ajay Devgan, Emraan Hashmi, Omi Vaidya, Shruti Haasan, and Ameesha Patel.


Tere bin main dekhoon naa subah
Nigahon se abhi ye wada kar liya
Tere bin ho chalna bhi sazaa
Ke raahon se abhi ye wada kar liya ||2||Suno yahi jazbaat hai mere
Ye dil kahe ki khwahishe jeene ki sath hain tere
Tere bin ho saanso se juda
Hawaao se abhi ye wada kar liyaTere bin main dekhoon naa subah
Nigahon se abhi ye wada kar liyaTu woh zameen jis pe maine to apni ye duniya basaai hai
Main bin tere ab kahaan jaaunga
Tu aasra hai mera main to jeeta hoon tere bharose mein
Main bin tere ab naa jee paaunga
Meri to ye har baat tujh se hai
Tu hi meri hai dhoop aur meri barsaat tujh se haiTere bin ye na barse ye ghata
Ghataaon se abhi ye wada kar liya
Tere bin main dekhoon naa subah
Nigahon se abhi yeh wada kar liyaJo haath mein ho tera haath toh ye lakeere dhadakti hai
Jo tu ho juda, sab thama sa lage
Jo tu mere paas hai to yakeen apne hone pe hota hai
Tu ho juda sab guma sa lageHaa tu meri aadat me shaamil hai
Tu mere liye main sach kahoon tu ibaadat ke qabil hai
Tere bin naa poori ho duaa
Duaaon se abhi ye wada kar liya
Tere bin main dekhoon naa subah
Nigahon se abhi ye wada kar liya


Singer: Sonu Nigam

Lyricist: Kumaar

Music: Pritam