Do Lafzon Ki Kahani – Jeena Marna Song Lyrics

Jeena Marna Lyrics from Do Lafzon Ki Kahani: A love song of loyalty written by Sandeep Nath featuring Randeep Hooda and Kajal Aggarwal.


Kyun itno mein tujhko hi chunta hoon har pal
Kyun tere hi khwaab ab bunta hoon har pal
Kyun itno mein tujhko hi chunta hoon har pal
Tere hi khwaab ab bunta hoon har palTune mujhe jeene ka hunar diya
Khamoshi se sehne ka sabar diya
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diyaJeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diyaTere khayalon mein ho gayi gum
Ye meri tanhaiyaan
Ab rooh meri karne lagi hai
Teri nigehbaaniyan (x2)Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diyaJeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diyaBandhne lage hain rishton ke dhaage
Tere mere darmiyaan
Thode sukoon mein rehne lagi hain
Ye meri bechainiyaan (x2)Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diyaJeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diya


Singer: Altamash Faridi

Lyricist: Sandeep Nath

Music: Babli Haque