Eena Meena Deeka – Saiya Ke Sath Madhaiya Me Song Lyrics

Eena Meena Deeka is a 1994 crime comedy film by David Dhawan. It is written by Sanjeev Duggal and features Vinod Khanna, Rishi Kapoor and Juhi Chawla. The plot is about two con-men who are wanted by the police in a bank-robbery case. While one has actually committed the robbery, the other one just need to prove that he has no hand in the crime.

Album: Eena Meena Deeka

Song: Saiya Ke Sath Madhaiya Me


Lyrics

Tu ru tu tu tu ru tu tu – 3
(Saiya ke sath madhaiya me
Madhaiya me
Bada maja aaye rajaiya me) – (2)
(Tut gayi chudi kaliya me
Kaliya me) – (2)
Bada maja aaye rajaiya me
Saiya ke sath madhaiya me
Madhaiya me
Bada maja aaye rajaiya me

Mushkil se moka mere hath aaye – 2
Kar ke bahana kahi dur jaye
Bedardi kab se pada mere pichhe
Baiya pakad ke jabardasti kiche
Lapak jhapak ki ladiya me ladiya me
Bada maja aaye rajaiya me
Saiya ke sath madhaiya me
Madhaiya me
Bada maja aaye rajaiya me

Najuk badi hai jawani ki dori – 2
Mane na kehna kare jora jori
Nas nas masti chade hole hole
Mosam suhana jiya mora dole
Jab jugnu chamke talaiya me
Talaiya me
Bada maja aaye rajaiya me
Saiya ke sath madhaiya me
Madhaiya me
Bada maja aaye rajaiya me
(Tut gayi chudi kaliya me
Kaliya me) – (2)
Bada maja aaye rajaiya me
Saiya ke sath madhaiya me
Madhaiya me
Bada maja aaye rajaiya me
Bada maja aaye ladaiya me
Bada maja aaye rajaiya me