Ehsaan (1970) – Aayi Hoon Main Dil Ke Song Lyrics

An abduction drama is staged by an underworld Don just to make his henchman appear as a hero to the girl and her family so that he can steal a list of secret agents of India working in different countries. This scene and plot belong to Ehsan, a Hindi movie released in 1970 starring Joy Mukherjee, Anjana Mumtaz, Helen, and Dhanraj.

Album: Ehsaan (1970)

Song: Aayi Hoon Main Dil Ke


Lyrics

Aa aa aa aa…….

(Aayi hoon main dil ke taaron mein
Ke jo khulke nahi kehati woh kehati hoon ishaaro mein) – (2)
Aayi

(Jaana nahi baahar ghum ka hai pehara
Are dil ke maaro kahaan chal diye
Humse chhupoge chhipane na denge tumhe jalate diye) – (2)
Ho jhilmil jhilmil paradon ke pichhe jalati bujhati aankhein hai ?? mein
Aayi hoon main dil ke taaron mein
Ke jo khulke nahi kehati woh kehati hoon ishaaro mein
Aayi

(Dekho jara kaise mujhako jalaaye ke jo chaandani mere tan se dhale
Daali se tute phulon ke jaisa mera chehara khile) – (2)
Ha yahin hai woh kaatil jiske nahi dil
Yeh na jaanu baithe ho guljaaro mein
(Aayi hoon main dil ke taaron mein
Ke jo khulke nahi kehati woh kehati hoon ishaaro mein) – (2)
Aayi