Eight Days – Kisee Se Meree Prit Lagee Abb Kya Karu Song Lyrics

Eight Days is a comedy film released in 1946. It is one of the films in which Ashok Kumar, besides being the hero, has also co-directed the film with Dattaram Pai. His co-actress is Veera. Other roles in the film are handled by Mehndi Ali, Agaha, S. L. Puri and V. H. Desai. The plot is about inheriting a fortune in Veera marries in Eight Days.

Album: Eight Days

Song: Kisee Se Meree Prit Lagee Abb Kya Karu


Lyrics

Hay
Kisee se meree prit lagee abb kya karu – (2)
Abb kya karu re, abb kya karu
Kisee se meree prit lagee abb kya karu

Pas pados me -2 baja baje re
Dulha ke sang nayee dulhan saje re
Mai toh badee badee
Mai badee badee aankhowalee dekha karu
Kisee se meree prit lagee abb kya karu
Abb kya karu re abb kya karu
Kisee se meree prit lagee abb kya karu

Hay kisee se meree prit lagee abb kya karu

Solah baras kee mai toh, khushbu hu kas kee mai toh
Bankee matawalee mai toh pyalee hu desee kee

Chadhatee umar nahee bat mere bas kee
Jawanee mere bas kee, nahee jee mere bas kee
Hay more rama, akelee yaha padee padee aahe bharu
Kisee se meree prit lagee abb kya karu
Abb kya karu re abb kya karu
Kisee se meree prit lagee abb kya karu

Abb na rukungee kisee ke roke
Pihar chalungee mai piya kee ho ke
Doliya hile dole -2 mai toh baithee rahu
Kisee se meree prit lagee abb kya karu
Abb kya karu re abb kya karu
Kisee se meree prit lagee abb kya karu