Eight Stages Of Love – Chandanee Phul Sitare Hawaye Titliya Badal Song Lyrics

Eight Stage of Love is a music album released in 2006. It is a single-CD album consisting of 8 soundtracks. Noted lyrics and story writer, Javed Akhtar has written all the eight song in which he is trying to describe 8 stages of love.

Album: Eight Stages Of Love

Song: Chandanee Phul Sitare Hawaye Titliya Badal


Lyrics

Chandanee phul sitare hawaye titliya badal
Kabhee kabhee lagta hain sirf mohabbat karne walo ke liye bane hain
Mohabbat karne wale na ho toh
Jamin aur asman kee saree khubsuratee ka
Koyee matlab hee nahee rahega

Jane kitnee sadiyo se iss vadee me – (2)
Jhar jhar karta gun gun gata, yeh jharna yu hee behta hain
Jane kitnee sadiyo se iss vadee me
Resham jaisee nam ghata ka, yeh sata yu hee reghta hain
Jane kitnee sadiyo se iss vadee me

Jane kitnee sadiyo se – (2)
Phulo kee vadee inka rasta dekh rahee thee
Yeh dono jo anjane hain begane hain
Yeh dono jo aaj paraye hain
Phulo kee vadee me aaye hain milne ko
Pyar kee kaliya dono dilo me hain khilne ko
Jane kitnee sadiyo se phulo kee vadee
Inka rasta dekh rahee thee
Jane kitnee sadiyo se – (3)