Ek Bura Aadmi – Koi Aaye Koi Jaaye Song Lyrics

Ek Bura Aadmi is a recent film released on July 26, 2013. It is directed by Ishraq Shah and is a fictional version inspired from the real-life stories of noted gangsters-turned politicians of UP and Bihar. The film shows the bitter truth prevailing in India where muscles, money and power can commit any crime and still go unharmed. Arunoday Singh, Kitu Gidwani, Yashpal Sharma and Raghuveer Yadav are the main actors.

Album: Ek Bura Aadmi

Song: Koi Aaye Koi Jaaye


Lyrics

Zindagi maut ka nishana hain
Sab ko ek din yahan se jaana hain
Koi aayi koi jaaye ye tamasha kyaa hain – 2
Kuch samaj mein nahi aata – 2
Ke ye duniya kyaa hain
Koi aayi koi jaaye ye tamasha kyaa hain – 2

Ye ajal hi se sab ne dekha hain
Uski khidamat ka ek karishma hain
Marnewala kabhi nahi aata
Jaane kudarat ka kyaa wo auma hai
Aanewale to chale jaatein hain wapas lekin – 2
Jaanewale nahi aate ye fasana kyaa hain – 2
Koi aayi koi jaaye ye tamasha kyaa hain

Baad marne ke tere aeh baab
Kaam aayege kyaa
Zindagi bhar ki mohabbat
Ik mutthi khaakh hai
Tere aehbaab tere dost tere gharwale – 2
Tujhko mitti mein mila denge
Samajta kyaa hain

Kuch samaj mein nahi aata – 2
Ke ye duniya kyaa hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kyaa hain

Dafan karke ye tasaali bhi diye jaate hain – 2
Rafta rafta sabhi aa jaayege darta kyaa hain – 2
Kuch samaj mein nahi aata – 2
Ke ye duniya kyaa hain
Do ghadi royenge aehbaab tere aye kaamil – 2
Phir hamesha ko bhula denge samajta kyaa hain
Kuch samaj mein nahi aata – 2
Ke ye duniya duniya duniya
Kyaa hain…