Ek Bura Aadmi – Uchhal Gayi Chamiya Song Lyrics

Ek Bura Aadmi is a recent film released on July 26, 2013. It is directed by Ishraq Shah and is a fictional version inspired from the real-life stories of noted gangsters-turned politicians of UP and Bihar. The film shows the bitter truth prevailing in India where muscles, money and power can commit any crime and still go unharmed. Arunoday Singh, Kitu Gidwani, Yashpal Sharma and Raghuveer Yadav are the main actors.

Album: Ek Bura Aadmi

Song: Uchhal Gayi Chamiya


Lyrics

Agar nazharo zabeeno ke darmiya guzarein
To phir ye zindagi kaise kaha guzarein
Isi ko kahete hain jannat
Isi ko jahnam bhi
Woh zindagi jo haseeno ke darmiya guzarein

Uchhal gayi chamiya kawaron ke bicha mein – 2
Uchhal gayi chamiya
Kawaron ke bicha mein
Loot machi hain hazaron ke bich mein – 3
Uchhal gayi uchhal gayi chamiya
(Kawaron ke bicha mein
Uchhal gayi chamiya) – 2
Kawaron ke bicha mein

O katto gilehri meri jaanu

(Baniya lootane chahein so tola sona
Jeete daroga kahein kar hamse kona) – 2
Gunde mawali bole bole tu meri hole
Boli lagi hain kharidaron ke bich mein
Uchhal gayi uchhal gayi chamiya
Kawaron ke bicha mein uchhal gayi chamiya – 2
Kawaron ke bicha mein
Are andaa katt jaayega
Aye has rahi has rahi has rahi haa

Haay madmarein hain dekho sab meri loot pe
Badi khubsoorat hain bhaiya ye to
Add karein hain mujhko facebook pe
Are kaa karein hamara to
Computer hi heng ho gaya bhaiya

Madmarein hain dekho sab meri loot pe
Add karein hain mujhko facebook pe
Leke blackberry kartein hain pichha berry
Aake basi hoon aawaron ke bich mein
Uchhal gayi uchhal gayi chamiya
Kawaron ke bicha mein uchhal gayi chamiya – 4
Kawaron ke bicha mein