Ek Hi Raasta (1956) – Dila Do Hamein Bhi Dulhan Gori Gori Song Lyrics

Ek Hi Raasta is a saga of a woman, who loses her husband in an accident and lies to her son that his father is hospitalized and will return some time. Meanwhile, people around her start spreading rumours of link-ups with her husband’s employer. To shut the mouth of accusers, she gets married to that person she is linked with. However, her son still believes that his father would return. This melodrama was released in 1956, and is directed by B. R. Chopra.

Album: Ek Hi Raasta (1956)

Song: Dila Do Hamein Bhi Dulhan Gori Gori


Lyrics

Bade bhaiya laaye hain landan se chhori
Dila do hamein bhi dulhan gori gori

Joru bina aadhe hain ham
Jaane kab honge puure
Sab to rachaaye shaadi
Ham hi phire landuure
Kahin kar na daale ham dulhan ki chori
Dila do hamein bhi

Aa phuule jo donon gaal to mulaal ho gaya
Apana to maare ranj ke ye haal ho gaya
Aa dekhe koi baraat to ham roye zaar zaar
Dulhan ka naam sun sun ke dil hoye beqaraar
Paduun dekho amma ji painya main tori
Dila do hamein bhi