Ek Musafir Ek Hasina – Hame Chahe Badnam Kar De Jamana Song Lyrics

Ek Musafir Ek Hasina is a super-hit movie the songs of which are even fresh today. It was the second highest grosser at the box office. It is directed by Raj Khosla, and produced by Sashadhar Mukherjee, who is the father of Joy Mukherjee. Besides the story that is set during the period immediate after the independence, the music in the film by O. P. Nayyar’s played the trump card.

Album: Ek Musafir Ek Hasina

Song: Hame Chahe Badnam Kar De Jamana


Lyrics

Hame chahe badnam kar de jamana
Magar ham suna kar rahenge fasana
Muhbbat chhupao toh chhuptee nahee hai
Yeh aawaj roke se ruktee nahee hai

Aa meree najre hasin hain kee tum ho hasin
Yeh samajhne kee mujhko jarurat nahee
Bat najro kee hai, bat kuchh bhee nahee
Jisko dil chahe duniya me hai woh hasin
Meree najre hasin hain, kee tum ho hasin

Dil ko aana tha ik din kahee na kahee – (2)
Dil kee manjil jahan thee ruka hai wahee
Bat najro kee hai, bat kuchh bhee nahee
Jisko dil chahe duniya me hai woh hasin
Meree najre hasin hain, kee tum ho hasin

Yeh hava yeh sama chandnee rat ka
Kya batau tujhe rang jajbat ka
Jhank kar meree aankho me khud dekh le
Munh se kah du toh phir kya maja bat ka
Bat najro kee hai, bat kuchh bhee nahee
Jisko dil chahe duniya me hai woh hasin
Meree najre hasin hain, kee tum ho hasin

Pyar karna pada dard sahna pada – (2)
Tujhko dekha toh khamosh rahna pada
Lakh daman bachaya na mai bach sakee
Dil se majbur ho kar yeh kahna pada
Bat najro kee hai, bat kuchh bhee nahee
Jisko dil chahe duniya me hai woh hasin
Meree najre hasin hain, kee tum ho hasin