Ek Nazar – Hamein Karen Koi Surat Song Lyrics

Love can make you do anything, whether you are interested or not in doing that things. This simple but crucial message is delivered through Ek Nazar, a Hindi film that has romance, murder mystery, and courtroom drama. It was completed and released in 1972. It was directed by B. R. Ishara. The story is about a man who unwillingly becomes a lawyer despite his love for poetry just to save his lover who is charged for a murder.

Album: Ek Nazar

Song: Hamein Karen Koi Surat


Lyrics

Ham hi karen koi surat unhen bulaane ki
Suna hai un ko to aadaat hai bhool jaane ki
Ham hi karen koi surat – 2
Ham hi karen koi surat unhen bulaane ki
Suna hai un ko to aadaat hai bhool jaane ki

Jafa ke zikr pe tum kyon sambhal ke baith gaye – 2
Tumhaari baat nahi
Tumhaari baat nahi baat hai zamaane ki
Hameen karen koi surat unhen bulaane ki
Suna hai un ko to aadaat hai bhool jaane ki

Jo ham sataayen to katra ke is tarah se na ja
Nigaah-e-naaz ye baaten
Nigaah-e-naaz ye baaten hain dil dukhaane ki
Hameen karen koi surat unhen bulaane ki
Suna hai un ko to aadaat hai bhool jaane ki