Ek Nazar – Pyar Ko Chahiye Kya Ek Najar Song Lyrics

Love can make you do anything, whether you are interested or not in doing that things. This simple but crucial message is delivered through Ek Nazar, a Hindi film that has romance, murder mystery, and courtroom drama. It was completed and released in 1972. It was directed by B. R. Ishara. The story is about a man who unwillingly becomes a lawyer despite his love for poetry just to save his lover who is charged for a murder.

Album: Ek Nazar

Song: Pyar Ko Chahiye Kya Ek Najar


Lyrics

Hmm hm ek najar ek najar

Pyar ko chahiye kya ek najar ek najar – (3)
Der se tu mere armano ke aaine me – (2)
Bandh palke liye baithee hai mere sine me
Ae meree jane haya, dekh idhar dekh idhar dekh idhar
Pyar ko chahiye kya ek najar ek najar – (2)

Bekararo kee dawa ek najar ek najar – (2)
Chain dekar jo bechain bana detee ho- (2)
Ho toh shabnam see magar – (2)
Aag laga detee ho, jab miley shor uthe
Hai re dil hai jigar hai jigar
Bekararon kee dawa ek najar ek najar- (2)

Dardmando kee sada ek najar ek najar – (2)
Shikwa bakee rahe dur gila ho jaye – (2)
Iss tarah dekh divane ka bhala ho jaye
Chahnewalo me aa, (der na kar -3)
Dardmando kee sada ek najar ek najar – (2)

Ishk mange hain duwa ek najar ek najar – (2)
Khune dil se bade rukhsar kee lalee teree – (2)
Meree aaho se palak aur ho galee teree
Meree halat pe na ja, (aur sanwar -3)
Ishk mange hain duwa ek najar ek najar – (2)

Pyar ko chahiye kya -2 ek najar ek najar