Ek Rishta – Ham Khush Huye, Ham Khush Huye Song Lyrics

Ek Rishtaa is a 2001 Hindi movie showing the ideological differences between the young and the old generation. It also shows how a rich and happy family gets divided when there is no harmony between the father and son. The film is written, produced, and directed by Suneel Darshan.

Album: Ek Rishta

Song: Ham Khush Huye, Ham Khush Huye


Lyrics

Hey hey hey hey hey hey……..
Aah aah ha……..

(Aap ke aane se ghar me kitnee raunak hai
Aap ko dekhe kabhee apne ghar ko dekhe ham) – (2)
Ham khush huye – (6)

Kitnee sunee sunee thee woh meree rate, kitne sune sune the din
Kaise mai batau kaise hai gujare, maine woh judayee ke din
Tere laut aane se ghar me kitnee raunak hai
Aap ko dekhe kabhee apne ghar ko dekhe ham
Ham khush huye – (6)

Tune jo bulaya mai toh chalee aayee, khoyee jindagee mil gayee
Aisa lagta hai sathee tujhe pake, mujhko har khushee mil gayee
Fasle mitane se ghar me kitnee raunak hai
Aap ko dekhe kabhee apne ghar ko dekhe ham
Ham khush huye – (6)

Aah aah aah aah aah………..
Aankho me khushee ke aansu bhar aaye, roke na ruke beh gaye
Bolo mai kya bolu kehna jo mujhe tha, aansu mere woh keh gaye
Dekho muskurane se ghar me kitnee raunak hai
Aap ko dekhe kabhee apne ghar ko dekhe ham
Aap ke aane se ghar me kitnee raunak hai
Aap ko dekhe kabhee apne ghar ko dekhe ham
Ham khush huye – (6)
Aah aah aah……….