Ek Thi Daayan – Sapna Re Sapna Song Lyrics

Sapna Re Sapna Lyrics by Gulzar from Ek Thi Daayan: Sapna Re Sapna is sung by 12 year old boy Padmanabh Gaikwad and composed by Vishal Bhardwaj.


hmm hmm mm… :'(Sapna re sapna, hai koi apna
Ankhiyon mein aa, bhar jaa
Ankhiyon ki dibiya bhar de re nindiya
Jaadu se jaadu kare jaa
Sapna re sapna, Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaaa na
Ankhiyon ki dibiya bhar de re nindiya
Jaadu se jaadu kare jaaa naBhoore bhoore baadalon ke bhaalu
Loriyaan sunaaye la ra ra ru (x2)Taaron ke kanchon se, raat bhar khelenge
Sapno mein chanda aur tu
Sapna re sapna, Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaaPeele peele kesari hain gaanv
Geeli geeli chandni ki chhanv (x2)Bagulon ke jaise re doobe huey hain re
Paani mein sapnon ke paanvSapna re sapna, Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa
Ankhiyon ki dibiya
Bhar de re nindiya
Jaadu se jaadu kar ja
Sapna re sapna (Sapna re sapna)
Ankhiyon ki deebiya (Ankhiyon ki deebiya)
Sapna re sapna… hmm hmm mm :'(
Ankhiyon ki deebia hmm hmm mm :'(


Singer: Padmanabh Gaikwad

Lyricist: Gulzar

Music: Vishal Bhardwaj