Ek Villain – Hamdard Song Lyrics

Singer : Arijit Singh
Music Director : Mithoon
Male : Pal… do pal… ki hi kyun hai zindagi

Iss… pyar… ko hai sadiyaan kaafi nahi

Toh khuda se maang lun

Mohalat main ik nayi
Male : Rehna hai bas yahaan

Ab door tujhse jaana nahi
Male : Jo tu mera humdard hai

Jo tu mera humdard hai

Suhaana har dard hai

Jo tu mera humdard hai
Male : Teri muskurahatein hain taaqat meri

Mujhko inhi se ummeed mili

Chaahe kare koi sitam ye jahaan

Inme hi hai sadaa hifaazat meri
Male : Zindagani badi khoobsurat hui

Jannat ab aur kya hogi kahin

Jo tu mera humdard hai

Jo tu mera humdard hai

Suhaana har dard hai

Jo tu mera humdard hai
Chorus Male : Woooo…
Male : Teri dhadkano se hai zindagi meri

Khwahishein teri ab duaaein meri

Kitna anokha bandhan hai ye

Teri meri jaan jo ek hui

Lotunga yahaan tere paas main haan

Waada hai mera mar bhi jaaun kahin
Male : Jo tu mera humdard hai

Jo tu mera humdard hai

Suhaana har dard hai

Jo tu mera humdard hai
Male : Hmmm.. humdard hai

Hmmm.. humdard hai

Hmmm.. humdard hai

Hmmm.. humdard hai…