Ek Vivaah… Aisa Bhi – Sajan Sang Rehana Janam Janam Song Lyrics

Ek Vivaah… Aisa Bhi is right from the banner of Rajshri Productions, who are famous for creating family-oriented films. But despite the banner and the long-admired tradition of the filmmaker, Ek Vivaah…Aisa Bhi somehow didn’t capitalize and fell flatly at the box office. Perhaps, the story which is a copy of their previous hit film Tapasya released in 1976 appeared way too old-fashioned in 2008.

Album: Ek Vivaah… Aisa Bhi

Song: Sajan Sang Rehana Janam Janam


Lyrics

Yeh wahi var hai, taras gayi thi jisake liye varmaala
Ek vivah aisa bhi kabhi jise nahi koyi bhulane waala
Aankhon mein aansu aise saje hain, phulon pe jaise shabnam
Sang sang rahenge janam janam – (2)

Siya raghupati ji ke sang haran laagi hare hare
Haran laagi baawariya
Dono rang gaye prem ke rang, haran laagi hare hare
Haran laagi baawariya

Aaj haqiqat banake saje hai kal ke woh afsaane
Yuun tadape yuun tarse ke aakhir mil hi gaye deewaane
Deewaane hadiya ho jab tak hota nahi hai sangam
Sang sang rahenge janam janam – (2)

Sabki apani sabki pyaari hoke chali hai paraayi
Swastik tulasi aangan jhula kehate deke vidaayi
Har pal tunei humko sambhaala, nibhaaya hai apana dharam
Sajan sang rehana janam janam, suhaagan rehana janam janam