EMI – EMI Song Lyrics

EMI is a social drama and comedy film released in 2008. It is directed by Saurabh Kabra who has focused on the loan culture that is deeply rooted in modern-day India. His idea behind brining up the pros and cons of loans was simple, that is to take the loan only when you are in need and not for luxury or comfort.

Album: EMI

Song: EMI


Lyrics

Hello, sir mein all india bank ke loan deparment se
Baat kar rahi hu sir, aree loan nahi chahiye
Sir hamare bank k naye loan scheme k liye apka nam select kiya hai sir
Aree loan nahi chahiye bhai
Sir hamari bank aapko purane loan ke samne aapko naya loan degi sir
Aree loan nahi chahiye madam, sir aapko interest hai, loan nahi chahiye
Sir koi family friend ka address de sakte ho sir, teri maa
(Take a loan, take a loan, on the spot
Take a loan, take a loan, dont you stop
Puri kar le saare apne shauk aa la la la la la, make ur life rock)-2
Tera batwa jo ho khali, aur aa jaaye diwali
Mange tujhse gadi gharwali
Tu tension kyon hai leta, jab bank paise hai deta
Thoda thoda kar ke bharta jaa
E m i, ek dum sahi hai bhai
E m i, ha ha sahi hai bhai
(Take a loan, take a loan, on the spot
Take a loan, take a loan, dont you stop
Puri kar le saare apne shauk aa la la la la la, make ur life rock)-2

Khushiyon ke jala phatake, sapno ke ghar mein jake
Kyon itna soch pyaare bhad aage
Bachho ki shaadi, hai bank kismat ki chaabi
Jo tumko deti hai yeh aazadi
Ki bhar tu e m i, ha ha sahi hai bhai
E m i, ek dum sahi hai bhai
(Take a loan, take a loan, on the spot
Take a loan, take a loan, dont you stop
Puri kar le saare apne shauk aa la la la la la, make ur life rock)-2

Har kadam teri hum safar, saath tera doon main umrr bhar
Paas mere aao, baahon mein tum kho jao, pal hasin na jaane do
E m i, ek dum sahi hai bhai
E m i, ha ha sahi hai bhai
(Take a loan, take a loan, on the spot
Take a loan, take a loan, dont you stop
Puri kar le saare apne shauk aa la la la la la, make ur life rock)-2
Are friends brothers sisters country man, le lo, ek baar le lo
Isake lene mein koi tension nahi, yeh kya huwa re
Yeh de re isko kharcha paani khopche mein
Arey app tension mat lo account check ho raha hai
Appko to paise dene hai, emi liya hai toh chukaana padega baap