Faraz (2008) – Aah Ko Chahiye Ek Umrr, Asar Hone Tak Song Lyrics

Coming out as a 2008 Hindi Pop album, Faraz (2008) was one of the hit albums of the year. The artist – Faraz has showcased his best ever singing talent in this segment which literally touches the souls of the audience. The song numbers – ‘Kaise Koyi Geet Chhede, Kaise Ghajal Gungunaaye’, ‘Rut Bheegi Phir Aa Gayi’, and ‘Aap Ko Dekhkar Hamko Aisa Laga’ have displayed some of the fine elements of music.

Album: Faraz (2008)

Song: Aah Ko Chahiye Ek Umrr, Asar Hone Tak


Lyrics

Aah ko chahiye ek umrr, asar hone tak – (2)
Kaun jita hai teri julf ke sarhone tak
Aah ko chahiye ek umrr, asar hone tak

Hamne maana ki tagaful na karo lekin – (2)
Khaak ho jaayenge hum tumko khabar hone tak
Kaun jita hai teri julf ke sarhone tak
Aah ko chahiye ek umrr, asar hone tak

Aashqui sabr talab aur tamanna deta – (2)
Dil ka kya rang karu khun jigar hone tak
Kaun jita hai teri julf ke sarhone tak
Aah ko chahiye ek umrr, asar hone tak
Asar hone tak, asar hone tak…..