Faraz (2008) – Hum Ajnabi Hai Na Tum Ajnabi Song Lyrics

Coming out as a 2008 Hindi Pop album, Faraz (2008) was one of the hit albums of the year. The artist – Faraz has showcased his best ever singing talent in this segment which literally touches the souls of the audience. The song numbers – ‘Kaise Koyi Geet Chhede, Kaise Ghajal Gungunaaye’, ‘Rut Bheegi Phir Aa Gayi’, and ‘Aap Ko Dekhkar Hamko Aisa Laga’ have displayed some of the fine elements of music.

Album: Faraz (2008)

Song: Hum Ajnabi Hai Na Tum Ajnabi


Lyrics

(Hum ajnabi hai na tum ajnabi
Phir bhi yeh duriya kyun apane kareeb) – (2)
Hum ajnabi ajnabi ajnabi…….

Khaabon khayaalon mein ik tum hi tum ho – (2)
Har pal najaaron mein ik tum hi tum ho
Miloge kabhi toh kahin yeh yahin
Phir bhi yeh duriya kyun apane kareeb
Hum ajnabi ajnabi ajnabi…….

Kaise woh din the jo tum bin jiye the – (2)
Har pal yeh mausam ne shikawe kiye the
Shaam ki chaadar bhi hai surmayi
Phir bhi yeh duriya kyun apane kareeb
Hum ajnabi hai na tum ajnabi
Phir bhi yeh duriya kyun apane kareeb
Hum ajnabi ajnabi ajnabi…….