Faraz (2008) – Kaise Koyi Geet Chhede, Kaise Ghajal Gungunaaye Song Lyrics

Coming out as a 2008 Hindi Pop album, Faraz (2008) was one of the hit albums of the year. The artist – Faraz has showcased his best ever singing talent in this segment which literally touches the souls of the audience. The song numbers – ‘Kaise Koyi Geet Chhede, Kaise Ghajal Gungunaaye’, ‘Rut Bheegi Phir Aa Gayi’, and ‘Aap Ko Dekhkar Hamko Aisa Laga’ have displayed some of the fine elements of music.

Album: Faraz (2008)

Song: Kaise Koyi Geet Chhede, Kaise Ghajal Gungunaaye


Lyrics

Kaise koyi geet chhede, kaise ghajal gungunaaye – (2)
Har saans mein tum hi tum ho, kaise tumhe bhul jaaye
Tera milana wahi lamaha mere khaabon mein samaaye
Mere daaman mein khajaana tere ishqo ne sajaaya
Kaise koyi geet chhede, kaise ghajal gungunaaye

Socho ki waadi andheri huyi hai, yaadon ka bujhata diya
Hamne kisi se bhi puchha nahi hai ghar ka tere raasta
Koyi waada koyi aahat koyi rasta koyi khushbu
Koyi juganu, koyi aansu, koyi socho ka samandar
Inaki yaadon mein tumse mile
Kaise koyi geet chhede, kaise ghajal gungunaaye
Har saans mein tum hi tum ho, kaise tumhe bhul jaaye

Seharaao phul khilane lage, yeh teri yaad ka baajsa
Har sheymadi de najar ho gayi, ek tu hi toh hai jaabja
Tere kisse teri baatein, meri subahe meri shaamein
Tere waade tere raste main bichhau meri aankhein
Yuun kabhi tumko aaye yakin
Kaise koyi geet chhede, kaise ghajal gungunaaye
Har saans mein tum hi tum ho, kaise tumhe bhul jaaye