Farishtay – Apna Hai Raaj Song Lyrics

Farishtay is a 1991 film directed by Anil Sharma. It starred Dharmendra, Vinod Khanna, Rajnikanth, Swapna, Sridevi, and Sadashiv Amrapurkar in pivotal roles. The title refers to two friends who are famous in the books of police as con-men and thieves. These two get their sister married to a police inspector. This inspector is killed by a dictator of the village, and she seeks help of her two brothers to avenge her husband’s death.

Album: Farishtay

Song: Apna Hai Raaj


Lyrics

(Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja) – 2

(Cham cham nach uthe hu bandhan tut gaye
Toot gayi sari janjire hum bhi chut gaye) – 2
Sar pe pada jab janta ka danda raja ka gussa ho gaya thanda – 2
Toota mahal rah gaya darwaja raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

Humne bahut ki teri gulami barso di hamne tujhko salami – 2
Wo din gaye ab tu bhi chala ja raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

Denge tujhe hum sare duaye tu leke aaya thandi hawaye –
Banke tu badal basti pe chha ja raja ka hamne baja diya baja

Pahle watan uske bad sab hai kaisi gulami sab azad hai –
Logo suno ye khabar ek taja raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja