Farz (1967) – Mast Baharo Kaa Mai Ashik Song Lyrics

Directed by Ravikant Nagaich, Farz (1967) is a 1967 Hindi film segment which features Jeetendra, Babita, Aruna Irani, Nagesh, Agha, and David in main roles. This is the story of a secret agent who is delegated a special task of solving the mystery behind his companion’s homicide. Meanwhile, he falls in love with an endearing lady whose father is found to be a gangster. It is interesting to see whether the lady will believe the agent or trust her father more.

Album: Farz (1967)

Song: Mast Baharo Kaa Mai Ashik


Lyrics

(Mast baharo kaa mai ashik, mai jo chahu yar karu
Chahe gulo ke saye se khelu, chahe kalee se pyar karu
Sara jahan hai mere liye, mere liye) – (2)

Me hu woh divana, jisake sab dewane hai – (2)
Kisko hai jarurat teree ai jamane ha
Meraa apna rasta, duniya se kya wasta
Mere dil me tamanao kee duniya jawan hai mere liye, mere liye
Mast baharo kaa mai ashik, mai jo chahu yar karu
Chahe gulo ke saye se khelu, chahe kalee se pyar karu
Sara jahan hai mere liye, mere liye

Meree aankho se jara, aankhe toh mila de ha – (2)
Meree rahe rok le, najare toh bicha de ha
Tere sar kee hai kasam, mai jo chala gaya sanam
Toh yeh rut bhee chalee jayegee
Yeh toh yaha hai mere liye, mere liye
Mast baharo kaa mai ashik, mai jo chahu yar karu
Chahe gulo ke saye se khelu, chahe kalee se pyar karu
Sara jahan hai mere liye, mere liye

Sabko yeh bata do, kah do har najar se ha – (2)
Koyee bhee mere siwa, gujre naa idhar se ha
Batla do iss jahan ko, samjha do khija ko
Aaye jaye yaha naa koyee, yeh gulsitan hai mere liye, mere liye
Mast baharo kaa mai ashik, mai jo chahu yar karu
Chahe gulo ke saye se khelu, chahe kalee se pyar karu
Sara jahan hai mere liye, mere liye